Hazaro ne aib dekhe maine dusare ke pahalu me jaise apne kirdar me
Mujhe maut nahi kisi ki chaah maregi
Itna yaad na aya karo ki raat bhar sou na sake...subah ko surkh aankho ka sabab puchhate hai log.
Taraste the jo humase milane ko kabhi, na jane kun aaj mere saye se bhi vo katrate hai. Hum bhi vahi hai, dil bhi vahi hai, na jane kun log badal jate hai.
Yaaron ki mahfil aisi jamati jaati hai, kholane se pahale puri bottle hilai jati hai
Barason baad bhi uski zidd ki vo adat na badali