Ishwar ko dhanyavad dijiye ki usne kaanto ke sath phool bana diye.
Bure vichar us dil me nahi pravesh kar sakte, jiske dwar par ishvariya vicharo ke paharedar khade hai.
Agar bhagwan nahi to jikre kun hai aur agar hai to fikre kun hai
Kisi ke dosh na dekho is se aankh aur man dono malin hote hai aur dunia me paap ka bojh badhta hai
Vo insaan ishwar ke sab se kareeb hota hai jiske paas badla lene ki takat to hai par vo fir bhi maaf kar deta hai
Jeevan me kabhi bhi kathin halat me apni astha ko kam na hone de, kun ki bhagwan jinhe sachhe man se pyar karta hai