Tumhari nafrat par bhi zindagi luta di humne...socho agar mohabbat karte to hum kya karte.
Aap ki izzat un baaton se nahi jo apke samane kahi gai balki un baaton se hoti hai jo apke absence me kahi baaton se hoti hai
Mushkilo se bhaag jana asaan hota hai. Har pahalu zindagi ka imtehaan hota hai.
Humara haq to nahi fir bhi kahate hai tumse. Humari zindagi lelo par yun udas na raha karo.
Juban ka vazan bohut kam hota hai par bohut kam log ise sambhal pate hai
Door rahane par insaan ki ahmiyat ka pata chalta hai. Pade jarurat tab vafadaari ka pata chalta hai.