Is Jamane me kisi wafa ki umeed na rakho kun ki vo waqt aur tha jab log sache aur makan kache hua karte hai
Aap jaise vichar karenge vaise hi aap ban jayenge
Manushya ka josh aur hosh tarazu ke do palado ki tarah hai
Phool ki tarah mut jeo. khiloge aur dal jaoge, jeo to pathar ki tarah jeo, tarashe gaye to ish ban jaoge
Gahari thi raat magar hum khoye nahi dard bohut tha dil me lekin hum roye nahi
Azab mukam pe thahara hua hai zindagi ka kafila, sukoon dhoondhne chale the