Udas lamho ki na koi yaad rakhna, toofan me bhi vazood apna sambhal kar rakhna
Kuch log galat kaam bhi sahi tareeke se karte hai isliye vo safal hai
Galati nikalane ke liye bheja chahiye aur galati kabool karne ke liye kaleja chahiye
Jitni der insaan hansta hai utani der uske man me koi mail nahi rahata
Sache rishte ki khoobsurati galtiyan bardasht karne me hai kun ki bina kami ka insaan dhoonadhoge to akele rah jaoge
Kahate hai waqt sare ghav bhar deta hai par sach to ye hai ki hum dard ke sath jina sikh jate hai