Utha hai seene me dard, dawa tum ho, agar na hota qayamat ka dar to main kah deta khuda tum ho
Bulandiyon ki khwahishe kam na thi par dusaro ko raundane ka hunar kaha se late
Muhabbat me nahi shart milane ya bichhudane ki ye in khudgarz lafzon se bohut age ki dunia hai
Nazaro ka nazaron se takrana hota hai, har mod par kisi ka intezaar hota hai
Hausala rakh vo manzar bhi aayega pyase ke pass chal kar samundar bhi aayega
Hume bhi pyar karne ka khayal aya, jab bhi ye khayal aya khud ko akela paya