Jeena saral hai pyar karna saral hai harna saral hai jitna bhi saral hai par saral hona bohut kathin hai
Chand lamho ki zindagi nafrat se jiya nahi karte. Lagta hai dushmano se guzarish karni hogi dost to yaad kiya nahi karte
Kisi bhi mod par hum bure lage to zamane ko batane se pahale hume jarur bata dena
Dunia har kalakar apni krati ko apna naam deta hai par MAA hi aisi hai jo
Insaan bhi bada azeeb hai Prarthana karte samay samajhta hai ki bhagwan bohut nazdeek hai aur gunah karte samay...
Kasoor na unka tha na humara, hum dono hi rishton ki rasme nibhate rahe, vo dosti ka ahsaah jatate rahe