Vo insaan ishwar ke sab se kareeb hota hai jiske paas badla lene ki takat to hai par vo fir bhi maaf kar deta hai
Aarey hum gareeb hai to kya hua...dil se hum ameer hai ameer. Hum jiyenge apni marzi se aur tum par marenge bhi apni marzi se
Yun to patthar ki bhi takdeer badal sakti hai. Shart ye hai ki use dil se tarasha jaye
Jab se paison nirman hua tab se vishwas aur rishton ki keemat ghat gai
Saanse tham jati hai par jaan nahi jaati. Dard hota hai awaz nahi ati
Shareefo ki garibi me bhi izzat kam nahi hoti, karo sou tukade sone ke to bhi kimat kam nahi hoti