Khareed sakte to unhe apni zindagi bech kar bhi kheerad lete par afsos kuchh log kistam se milate hai keemat se nahi.
Ek azeeb dastan hai yaaron mere afsaane ki, maine pal-pal ki koshish uske paas jaane ki
Zindagi ek abhilasha hai azab iski paribhasha hai, zindagi kya hai mat puchho yaaron
Mehnat sidhiyon ki tarah hoti hai aur bhagya lift ki tarah hota hai kisi samay lift band ho sakti hai par sidhiyan humehsa
Burai isliye nahi panapati ki burai karne wale log badh gaye hai.
Koi dikha ke roye, koi chhupa ke roye. Hume rulane wale hume rula ke roye.