Koi dikha ke roye, koi chhupa ke roye. Hume rulane wale hume rula ke roye.
Jab bhi mai purani school ki building ke paas se guzarta hun to sochta hun mujhe bana kar khud toot si gai hai
Agar ap bohut adhik logo par nirbhar rahate hai to ap ke nirash hone ke avsar adhik hai.
Pyar bachpan me muft milta hai, zawani me kamana padata hai, budhape me maangna padata hai.
Matlabi ladki se achhi to meri cigarette yaaro...jo mere aonth se apni zindagi shuru karti hai aur mere kadamo ke neeche apna dam todati hai
Khaane me koi zahar ghol de uska ilaz hai par kaan me koi zahar ghol de uska koi ilaz nahi hai.