Mushkilo se bhaag jana asaan hota hai. Har pahalu zindagi ka imtehaan hota hai.
Humara haq to nahi fir bhi kahate hai tumse. Humari zindagi lelo par yun udas na raha karo.
Juban ka vazan bohut kam hota hai par bohut kam log ise sambhal pate hai
Door rahane par insaan ki ahmiyat ka pata chalta hai. Pade jarurat tab vafadaari ka pata chalta hai.
Dost sath ho to rone me bhi shaan hai, dost na ho to mehfil bhi shamshan hai.
Vo bhi kya din the...mummy ki god aur papa ke kandhe....na paise ki soch, na life ke funde.