Kudrat ne banai phool jaisi zuban fir kun nikalate hai teer aur kaman
Kisi insaan ko dukh dena itna asan hai jaise samudra me pather fenkna par ye koi nahi janata ki vo pather kitani gahrai tak jata hai
Log kahate hai ki pyar esi beemari hai jisaki koi dawa nahi, hum kahate hai ki dhokha esi beemari hai ki jo ek baar khale
Zindagi ko badal jane me waqt nahi lagta, kabhi kabhi waqt ko badal jane me zindagi lag jati hai
Sham ko suraj dhalna seekhati hai, shama parwane ko jalna seekhati hai
Aj har koi chahata hai ki uski bhavnao ko samajhe, par vo khud dusaron ki bhavnao ko nahi samajhta