Maut se pahale bhi hoti hai ek maut jo mere naseeb me aa gai, tum dekho zara kisi se zuda ho kar
Khoobsurati humesha dekhne walo ki nazaro me hoti hai warna galtiya dhundhane wale to chand me bhi daag dekh lete hai
Chhata aur deemag tabhi kaam ate hai jab khule ho warna sirf bojh hi badhate hai
Mere friend banane ke liye thank you
Kisi bhi manushya ki present condition dekh kar uska mazak mut banao, kun ki ek time ke baad koyala bhi heera ban jata hai
Rishate aj kal roti ki tarah ho gaye hai, jara see aanch kya tez hui jal bhun kar khak