Phool ki tarah mut jeo. khiloge aur dal jaoge, jeo to pathar ki tarah jeo, tarashe gaye to ish ban jaoge
Azab mukam pe thahara hua hai zindagi ka kafila, sukoon dhoondhne chale the
Taash ke patton se mahal nahi banata, nadi rokne se samundar nahi banata
Jab koi apna pass ho kar bhi duriyan bana le to takleef hoti hai
Jaha yaad na aaye teri vo tanhai kis kaam ki, bigade rishte na bane to vo khudai kis kaam ki
Kamjor vyakti se dushmani sab se jyada khatarnak hoti hai kun ki vo hum par tab waar karta hai jab hum soch bhi nahi sakte