Dil me mohabbat ka hona jaruri hai varna, yaad to roz dushaman bhi kar lete hai.
Logo ko sunna ke liye apni aawaz unchi mat karo, balki apna vyaktitva itna unchha karo banao ki log aapki aawaz sunne ki aarzoo kare.
Dunia ka usool hai, jab kaam hai tera naam hai. Varna door se salam hai.
Dil ki aawaz se nagame badal jaate hai. Saath na de to apne badal jaate hai.
Bech sako to bech ke dikhao apne EGO ko, ek rupaya bhi nahi milega.
Gyan, dhan se uttam hai kunki dhan ki tum ko raksha karni padati hai, jab ki gyan ap ki raksha karta hai.