galtiyon se juda tu bhi nahi mai bhi nahi, khuda tu bhi nahi mai bhi nahi.
Koi to hai jo faisla karta hai pattharon ke mukaddaron ka, kise thokaro pe rahna hai kise bhagwan hona hai.
Uchhalkar vo nahi chalte jo fan me mahir hote hai, chhalak jate hai paimane jo ochhe bartano me hote hai.
Durjano ke sath na to maitri rakhe na prem, koyala yadi jalta hua hai to chhune par haath jala dena aur thanda hua to hath kaale kar dega.
Aankhe hi bana deti hai phusana kisi ka....aankhe hi bana deti afsana kisi ka.
Galti to har insaan karta hai par uss par drud kewal moorkh hi rahata hai.