Rishton ke daldal se jab bahar aya har sazish ke peechhe kisi apne ko hi paya
Dheere dheere dil pe kya guzari vo anjaan kya jane, pyar kise kahate hai vo nadan kya jane
Kisi maqsad ke liye khade hoto tree ki tarah ki giro to beej bano aur
Khoi hui daulat, bhooli hui viddhya, aur gaya hua swasthya fir bhi laut sakte hai
Zindagi ki har ek aarazoo puri ho jaye to jeene ka kya maza hai, jeene ke liye ek khoobsurat vazah bhi honi chahiye
Bulandiyon ki khwahishe kam na thi par dusaro ko raundane ka hunar kaha se late