Jo aasani se wada nahi karta vo use puri imandari se nibhata hai
Manzile unko milti hai jin ke sapano me jaan hoti hai, sirf pankh se kuchh nahi hota
Kudrat ne banai phool jaisi zuban fir kun nikalate hai teer aur kaman
Kaash tu chand mai sitara hota, aasman me aashiyana humara hota
Maut se pahale bhi hoti hai ek maut jo mere naseeb me aa gai, tum dekho zara kisi se zuda ho kar
Khud ko kharab kahane ki himmat nahi isliye kahate hai zamana kharab hai