Ghadi ki fitrat bhi ajeeb hai humesha tik-tik karti hai par na khud tikati hai na dusaron ko tikane deti hai
Kuchh chahare bhulaye nahi jaate, kuchh naam dil se mitaye nahi jaate.
Jab jab kagaz pe likha maine MAA ka naam to...kalam bhi adab se kah uthi ho gaye charo dhaam.
Pahchan kaha ho pati hai ab insaan ki, ab to gaadi, kapade, jute logo ki aukat tay karte hai
2 week se jyada khansi rahe to TB ban jati hai aur time pe girlfriend na badalo to BIWI ban jati hai
Haal kya bayan kare apna, naukari ne naukar bana diya.