Waqt jaisa bhi ho acha ya bura badalta hai jarura hai isliye kabhi
Insan ko namak ki tarah hona chahiye jo khane me hota hai par dikhai nahi deta
Manushya ka josh aur hosh tarazu ke do palado ki tarah hai
Kamjor vyakti se dushmani sab se jyada khatarnak hoti hai kun ki vo hum par tab waar karta hai jab hum soch bhi nahi sakte
Jo bina thokar khaye manjil tak pahunch jate hai un ke haath anubhav se khali rah jate hai
Jo ap se jalate hai unse ghruna kabhi na kare yahi vo log hai jo samajhate hai ki ap unse behtar hai