Zindagi to apne kadamo pe chalati hai...auron ke kandho par to janaje utha karte hai
Zindagi me upar uthate samay sab ka samman kare kun ki jeevan me girawat ke waqt
Rajniti me hissa nahi lene ki saza ye hai ki ayogya log ap par shasan karne lagate hai
Karmbhumi par phal ke liye parishram sab ko karna padata hai, rabb sirf lakeere deta hai
Besahara hi rahate to theek tha, uljhane badh gai
Khoi hui daulat, bhooli hui viddhya, aur gaya hua swasthya fir bhi laut sakte hai