Khoobsurati humesha dekhne walo ki nazaro me hoti hai warna galtiya dhundhane wale to chand me bhi daag dekh lete hai
Kudrat ne banai phool jaisi zuban fir kun nikalate hai teer aur kaman
Kisi insaan ko dukh dena itna asan hai jaise samudra me pather fenkna par ye koi nahi janata ki vo pather kitani gahrai tak jata hai
Aj har koi chahata hai ki uski bhavnao ko samajhe, par vo khud dusaron ki bhavnao ko nahi samajhta
Har insaan dil ka bura nahi hota, har insaan bewafa nahi hota
Shayad vo takdeer mil jaye, jeevan ke vo haseen pal mil jaye, aur fir baithe uss classroom me shayad kuch purane dost mil jaye